Loading…
C

chanakya

Joined Jul 3, 2026
@chanakya

Recent posts

  • Dukh kya hei ?

    Hath se kulfi ka girna? Ya kulfi ka na hona? Ya haath naa hona? Ya khud girna? Kisike nazron mei girna? Ya khud ki nazron mei girna ? Ya nazroon ka hei na hona? Ya kisiko aapka dukh nazar na aana?